Dosto apne kai bhooto ki kahani suni hogi jisme koi attma logo ko
satati hai or apna badla pura karne ke liye hamari duniya me ajati hai.
Lekin aaj ki kahani mai ek bache ke attma ke bare me hai jo apna badla nahi balki ek chiz se lagav ya gudav ke hone ki wajah se vo marne ke baad bhi us chiZ ko pane ke liye vo attma ke rup me wapas aya.
Ye kahani chindol ki hai jahan par ek ghar me 7 saal ki bache ki moot ho jati hai par asli chokane ki baat tab ati hai jab us ghar me bar bar us bache ki attma parivar ke logo dwara dekhe jane ki baat hoti hai.
Loge kahte hai ki vo bacha sirf apne room me hi ata hai vo bhi apne 3 payio wali gadi se khelne ke liye vo kabhi kabhi subha bhi ajata hai.
Logo ne us gadi ko chalte huve bhi dekha hai or ab ye aam baat ho gayi hai.
Uske parivar walo ne bhi ye baat kahi hai ki uska us gadi ke sath bhot gahra lagaw tha is liye wo us gadi ke liye is ghar me attma ban ke ata hai.
To dosto kaisi lagi apko ye kahani or bhi kahaniyo ke liye padhte rahe.

chhote bache ka bhoot ka saya
Reviewed by Blogger
on
02:41
Rating:
No comments: